
hota nahi hamesha jo dil chahe..
milta nahi sab kuch jo mann ko bhaye..
karna padta hai mushkilon ka samna..
kabhi akele to kabhi hum safar ke saath..
jeene ki chah ho tum..
ghirkar sambhalne ki aah ho tum ..
subah ka sunhare khwab ho tum..
chandni raat ki chamchamati roshni ho tum...
par saath nahi ho woh mere kambakht dil nahi manta..
karna padta hai mushkilon ka samna...mushkilon ka samna.
1 comment:
Wah wah kaviraj..
chalte rehena yahi zindagi ka dastur hai....
apni mushilon ko sath le ke ..
par kabhi na bhulna yahi woh mushkele ..
kyon ki wahi baan jati hai woh lamhe !!
Post a Comment